|
#1
|
||||
|
||||
|
Khushboo ko phool tasveer ko chehra samajhta tha Tumhare do ghadi ke saath ko duniya samajhta tha Dikha tha bheed main mujhko tamashabeno ki tarah Ek wo chehra jise main apna samajhta tha Ehsaas mein zakhm khata raha, muskurata raha Dusron ke pyar par apna haq samajhta tha Haan sach hai tere liye main umr bhar rota raha Lekin mujhe shayad koi pana samajhta tha Dard ko dard hi ke ehsaas se mara gaya Aakhir wo zakhm bhi bhara jise main gehra samajhta tha |
|
#2
|
||||
|
||||
|
khuli jo aankh tou woh tha na woh zamana tha
dahakti aag thi tanhaai thi fasana tha ghamon ne baant liya mujhe yoon aapas mein ke jaise main koi loota hua khazana tha yeh kya chand hi kadmon par hi thi manzil ke baith gaye tumhe tou saath mera door tak nibhana tha mujhe jo mere lahoon mein dubo ke guzra hai woh koi gair nahi yaar ek purana tha khud apne haath se usko kat diya ke jis darakht ke tehnii pe mera aashiyaana tha.
__________________
hum hai rahi pyar ke |
|
#3
|
||||
|
||||
|
Bhoole hain vo kuch is tarah,
samjhana mushkil ho gaya hai, jaane koi khata hui hamse ya koi aur kareebi ho gaya hai.
__________________
hum hai rahi pyar ke |
|
#4
|
||||
|
||||
|
जिंदगी गुजर गयी उन ख्यालों की चाह में उन्*की सोच में रुके रहे कदम राह में मौसम बदल्*ता गया जीवन यूँ ही कट्*ता गया ख्वाइशें दब के रह गये दर्द-ए-दिल की आह में |
|
#5
|
|||
|
|||
|
salute to you boss really nice one, dil ko chuu liya hai.
__________________
VISH |
|
#6
|
||||
|
||||
|
Thame huye pani me bhi ab jaane se dar lagta hai
Khule aasmaan me bhi jaane se dar lagta hai Kabhi sunate the yaron ko ham bhi kisse mohabbat ke Ab to Ishq ke dhai akshar gungunane se dar lagta hai
__________________
hum hai rahi pyar ke |
|
#7
|
||||
|
||||
|
Quote:
Nice.......... |
|
#8
|
|||
|
|||
|
Vo Hasti Hai Mujhe Hasane K Liye..kash Vo Mere Aasuo K Bhi Sath Hoti..vo Ruthe Hamse Kuchh Iss Kadar..ki Log Hame Dafnane Ko Bhi Unki Gali Se Hokar Gye...par Fir Bhi Vo Na Mani..gero Ko Apna Kehe Kar K Vo Hame Markar Bhi Satati Rahi...
|
|
#9
|
|||
|
|||
|
dud awesom shayri u were just rocking in it!
bye see u later!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! |
![]() |
| Thread Tools | Search this Thread |
| Display Modes | |
|
|